Search Apni SMS & Shayari

TOTAL NONSENSE SERIES

Arz hai..Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai
Dharti so rahi hai,Aasman so raha hai
Nonsense! yeh sab kya ho raha hai?

Mat pee sharab galib masjid mein baith kar
Ek hi botal hai, kahin khuda na mang le

Aasmaan mein ud raha hai kabootar
Aasmaan mein ud raha hai kabootar
Flutter Flutter, Flutter Flutter
Yeh aankhen hai ya neeli jheel?
Yeh aankhen hai ya neeli jheel?
So? What's the big deal?

Dharti, taarey, pahaad, pathar
Dharti, taarey, pahaad, pathar......
Ekhathar, bahathar, chauhathar !
(trihathar is on leave )

Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain......
Bilkul jaise kal chamak rahe the...(wah wah)

kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ....
ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai

Search The Web