Search Apni SMS & Shayari

Showing posts with label Funny. Show all posts
Showing posts with label Funny. Show all posts

Cigarette Ne Luta....

Hume to cigarette ne luta, Beedi main kaha dum tha.
Humari kashti waha doobi, jaha whisky ka drum tha.
Phir bhi nikal aaye is sailab se, humari desi main bahut dum tha....

Aisi Apni Wife Ho...

Wife ....Wife.......Wife.........
5' 6" jiski height ho,
Jeans jiski tight ho,
Chehara jiska bright ho,
Umar 22 se 27 ho,
Aisi apni Wife ho.

Sadak per sab kahe kya cute ho,
Bhir main sab kahe side ho, side ho,
Bambai, Delhi ya Gujarat ki paidaish ho,
Sas ki seva jiski khwahish ho
Aisi apni Wife ho.

Parosi jab baat kare to haath me knife ho,
Dinner kay time candle light ho,
Hum me tum me kabhi na koi fight ho,
Milane ke baad dil delight ho,

Yeh kavita parhne ke baad log kahe "chikne, tum right ho",
Aisi apni Wife ho.
kaash yeh concept .0001 percent bhi right ho
agar aisi apni wife ho

to kya hasin life ho
har kisi ki yahi farmaish ho
kudrat ki bhi aazmaaish ho
khudah ke software mein bhi bug ki gunjaish ho

ay kaash, kahin to ek aisi paidaish ho
aisi apni wife ho!
end of "Aisi Apni Wife Ho"

Funny Shayari... New Collection

Dil Logi, Ke Jaan Logi
Meri Jaan Set Hone main Kitna Time Logi
 
Soldier Soldier.....pressure cooker khol kar
Sabzi meri uraa le gaya
 
Kutta ban gaya hoon tere pyaar main
yakeen nahin aata to suno...Bhow..bhow
 
Aaj Tu Kali Hai, Kal Gulab Hoga
Mujh Se Shadi Kar Le, Bara Sawaab Hoga
 
Maine tujhe pyar kiya, saraswati samajh kar
Tere baap ne mujhe pita, agarbattti samajh kar
 
Gul gaya, Gulshan gaya, Gaye honthon ki laaali
Ab to peeecha chor de, main ho gaye bachchon waali
 
Kamaata nahin hun itni ke tujhe roze khilaoon
Aaati hai to aaa ja, ya kisi aur ko pataooon
 
Katchi Kali Katchnar Ki, Katcha Na Samjhna
Lar Jaoonga Tere Baap Se Batcha Na Samajhna
 
Woh jab chalti hai to raahon main 100-100 ke note bichata hoon
Woh chaali jati hai tab uthaa leta hoon

Sheeshi bhari gulab ki, sheesha chatak gaya,
Buddhi ne aankh maari, buddha latak gaya
 
Sheeshi bhari gulab ki, phatthar se phor doon
Pant wali mil jaye, to ghanghre wali ko chor doon
 
Dil hai tera dariyaa....Aankhen hain teri Jheel
So my darling ... What's The Big-Deal ??
 
Aaakhain taras gaye tumhara khyal aa gaya
Ab to chehra dikha do, naya saal aaa gaya
 
Gul Gaye Gulshan Gaye, Gul Ke Patte Rah Gaye
Sare Shayair Mar Gaye, Tum Ullu Ke Pathe Rah Gaye
 
Paida hua Wakeel (advocate) to Shaitaan nay kaha
Lo aaj main bhee Sahab-e-Aulad ho gaya.
 
Teri zulf kya hai raat ka saaya hai
Sar mudaa deeya to sawera ho jayega
 
Tere ishq main janam kya se kya haal ho gaya
Badan se badboo aa rahee hai, nahay jamana ho gaya
 
Aasman se gira ek chaand ka tukda,
Usse bhi sundar aapka mukhra.
 
Na teer, na talvaar se ghayal hue hain...
Teri sirf ik nazaar se, ilzaam, Shaayar hue hain
 
Pyar mein kisine Dhoka to kisine kasam khayi hai
Hum wo majnoo hai jisne sirf laat khayi hai
 
Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar do
Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do
 
Meri jaib main hai kath, meri rifle bhari hui hai
Mujhe khauf kya police ka, mera baap mantri hai
 
Neil Armstrong Chand par Gaya aur Farmaya
Ye Saala, Idhar hawa kyon nahin ayaa
 
Rafta Rafta dekho aankh meri lari hai
Aaankh jis se lari hai woh meri maa se bhi bari hai
 
Yeh tera chehra hai yaa kele  ka chhilka
Jo dekha to dil phisal gaya
 
Tairna Hai To Paani Main Aao, Kinare Pe Kya Rakha Hai
Ishq Karna Hai To Bahar aa, Ishare main Kya Rakha Hai
 
Maine tumhare yadon mein ro ro ke tub bhar diya
Magar tum itne bewafa nikle, ki naha ke chal diye
 
Unki zulfoon pe pyaar aaya
Paas ja kar dekha tu sardar paya
 
Duniya Se Jo Darre, Usse Kaayar Kehte Hain,
Duniya Jisse Darre, Usse Shaayar Kehte Hain
 
Ek Sher sunaata hoon bade dhyan se suno
Mujhe shair nahi aata kisi aur se suno.
  
Yeh zulfain hain tumhari, ya resham ke jaal,
Kitne khush-naseeb hain vo choohe
Jin hon ne kutre tere baaal
 
Itni raat gaye Kyon apni qhabar khod raha hai Galib
Itni raat gaye kyon apni qhabar khod raha hai Galib
La, phawda muze de de !!
 
Teri Beauty Ne Mujko Appeal Kiya,
Dusri Ko Reject Kiya,
Aur Tisri Ko Select Kiya.
 
Maine tujhe dekha
Dekhta raha, Dekhta hi gaya
Phir mujhe chashma lag gaya
 
Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Jisse kagaz chipkaye jaate hain
 
Ladka: Kaash in hasinaaon kay baap mar jayen'
Bahana ho afsos ka hum inke ghar to jayen
Ladki: Aisa sochna bhi aye zalim paap hoga
Kabhi tu bhi kisi hasina ka baap hoga
 
Ladki: Chandni chand se hoti hai, sitaron se nahi
Mohabaat ek se hoti hai, hazaron se nahi
Ladka: Chandni chand se hogi to sitaron ka kya hoga
Mohabbat ek se hogi to hazaron ka kya hog
 
Yusuf ka husn, Zulekha ka ghumaar dekha hai
Kuch is tarah se Haseenon ka pyaar dekha hai
Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalat
Kasm khuda ki..Cinema bhi udhaar dekha hai
 
Humne bhi pyar kiya tha zindgi main,badi joshh ke sath !
Humne bhi pyar kiya tha zindgi main,badi shhor ke sath !
Aab hum pyar karenge badi soch ke sath !
Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath !
 
Aur bhi bahut si cheezain lut chu-ki hai dil ke saath
Ye bataya doostoon ne ishq furmane ke baad
Is liye kamray ki ek ek cheez "ckeck" karta hoon main
"Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad"
 
Chandni raat thi, main so rahi thi
Phir kisi ne darwaza khutkhataya
Maine soncha mera dil aaya
Darwaza khol ker dekha to bijli ka bill aaaya
 
Maana Ke Main Pura Musalman To Nahi
Par Apne Deen Se Nata To Jor Sakta Hoon
Nemaz Roza Kuch Na Sahi
Shab-E-Barat Patakhe To Chor Sakta Hoon
 
Industrian sari mere yaar kha gaye
Meri Sari jaydaaad rishtedar kha gaye
Marne Ke baad bhi unho ne ki meri saath cheating
banaye mazar to minaar kha gaye
 
Mard taange waala
Hoon main mard taaange wala
Mujhe teacher kya marega
Main to hoon principal ka saaala
 
Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain
Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge
maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai
bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge
 
Jahaan gaaye the khushiyon ke taraane,
Muqaddar dekhiye roye wahiin par
Hue masjid se Gum juute hamaare,
JahaaN se paaye the, khoye wahiin par
 
Ghar ghar main diya jale
To diwali mat samjho
Agar main tera peeche paroon
To mawali mat samjho
 
Khud ko kar buland itnaa
Kay Himaalay ki choti pe jaa pahunche
Aur khuda tumse puche
Abe gadhe, ab utrega kaise
 
Birdy, birdy in the sky
Why you poo poo in my eye
I didn't sigh, i didn't cry
Thank God, Cow's don't fly !
 
Apple kat ta hoon knife se,
Paani peeta hoon pipe se,
Kya zamana aaa gaya,
Joote khata hoon wife se
 
Use karte hein make-up ka daba roze kiyun?
Ban sanwar kar nikalte hain chailaa roze kiyun?
Mummy tum to kehti thee Eid to kab kee gaye
Phir Parosan se gale miltay hain Papa roze kiyun?
 
Kuch Kuch Hota Hai,
Exam paas aaye, sir mera dukhaye
Teacher ne na jaaane kyun, dande dikhaye,
Ab to mera sir, jaage na sota hai,
Kya karoon haye, kuch kuch hota hai....
 
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
[Audience: Are bhai, aage bhi to bolo.]
Hawa hi hawa hai.

Computer Series ... New

Ghayal hai scanner mera , koi dava to dila do
Kuch na sahi to bas ek mail - id dila do.
  
Kasam hai dosto tumhe apne apne mail-id ki
laga do in projects par baazi apne jaan ki
 
Mujhe phir wahi yaad aane lage hain
Mujhe phir wahi yaad aane lage hain
Aap mujhe kyon infinite loop me dal rahen hain?
  
Kasam hai dosto tumhe apne apne mail-id ki..
Agar mail nahi to koi junk hi sahi..
  
Is 1 mahino me yahan mujhe kuch nahin mila
Mail to kya ek visiting card bhi muskil se mila.
  
Seedha to khada rah Hamesha hilta rahta hai
Kuch kaam bhi kar hamesha game khelta hai
Seedha to khada rah hamesha hilta rahta hai
Kuch program bhi likh hamesha net-surf karta rahta hai
  
company kee ladkiyaan sunder hain
aur lonely hain
problem ye hai ki bus voh
read only hain
 
jo sadiyaon se hota aaya hai
woh repeat kar doonga
tu naa mili to tujhko dil sey
Shift+delete kar doonga

shayad mere pyar ko taste
  karna bhool gaye
  dil sey aisa cut kiya
  ke paste karna bhool gaye
  
woh samajhte hain dil tod diya
  to hum dead hain
  woh nahin jaante ki is dil main
  aur kitne thread hain
  
tumhare samne hain itney item
  kabhi hamein bhi pick karo
  hamare pyar ke icon pe
  kabhi to tum double click karo
  
roz subha hum karte hai
itne pyar se unhe good morning
woh humhe ghoor kar dekhte hain
jaise 0 error but 5 warning

Shadi Se Pahle or Shadi ke Baad

Shaadi ke pehle -
takdir hai magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi milti

Shaadi ke baad -
takdir hai magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi marti
 
Shaadi ke pehle - Agar Tum Na Hote :(
Shaadi ke baad - Agar Tum Na Hote :)

Shaadi ke pehle - Maine Pyar Kiya :)
Shaadi ke baad - Ye Maine Kya Kiya? :(

Shaadi ke pehle - Kuch Kuch Hota Hai :)
Shaadi ke baad - Kuch Nahi Hota Hai :(

Shaadi ke pehle - Dil To Pagal Hai :)
Shaadi ke baad - Dil To Pagal Tha :(

Shaadi ke pehle - Ek Duje Ke Liye :)
Shaadi ke baad - Sirf Bachcho Ke Liye :(

Shaadi ke pehle - Dilwale Dulhaniya Le Jayenge :)
Shaadi ke baad - Baaki Log Sukhi Ho Jayenge :(

Shaadi ke pehle - Chandramukhi :)
Shaadi ke baad - Jwaalamukhi :(

Shaadi ke pehle - Kuwara Baap :)
Shaadi ke baad - Bechara Baap :(

Shaadi ke pehle - Titanic :)
Shaadi ke baad - Mortgage :(

Shaadi ke pehle - Hum Aapke Hai Koun? :)
Shaadi ke baad - Barbadi Ka Kaaran :(

Shaadi ke pehle - Yes Boss :)
Shaadi ke baad - Yes Boss :(

Shaadi ke pehle - Mere Sapno Ki Rani :)
Shaadi ke baad - Chutki Ki Amma :(

Shaadi ke pehle - Kabhi Kabhi :)
Shaadi ke baad - If you are lucky :(

Shaadi ke pehle - Aao Pyar Karen :)
Shaadi ke baad - Aur Bhi Kuch Kaam Karen? :(

Shaadi ke pehle - Hum Apke Hain :)
Shaadi he baad - Hum Apke Hai Koun? :(

Door se Dekha... New

Door se dekha to kuchh dikha nahi...
Dooor se dekhaaa... to kuchh dikha nahi...
Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi
  
Door se dekha to Patthhar dikhta tha...
Dooor se dekha... to Patthharr dikhtaa thaa...
Paas jake dekha to... suchmuch Patthhar hi thaa.
  
Door se dekha to paani baras raha tha
Door se dekha to paani baras raha tha
Paas gaya... to bheeg gaya.
  
Door se dekha to sher tha
Door se dekha to sher tha
Is liye paas gaya hi naihn.
 
Dur se dehka to 'Dharmendar' lag raha tha!
Dur se dehka to 'Dharmendar' lag raha tha!
Pass se dekha to 'Bandar' nikla!!!!
door se dekha to santra tha
pass jaake dekha to bhi santra tha
chooke dekha to bhi santra  tha
chakh ke dekha to bhi santra tha
wah kya santra tha

New ADS Shayari... 2

Tum aa gaye ho, noor aa gaya hai
chalo teeno movie chalen....
 
mein tere pyar mein kya kya na bana meena
kabhi bana kutta kabhi kameena
 
Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye
Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye,
Iodex maliye kaam pe chaliye
 
Tum har raat mere khwabon mein aao,
Tum har raat mujhe yuunhi satao,
Melody khao khud jaan jao.
 
Main hu yahan, tu hai wahan
Main hu yahan, tu hai wahan
Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan
 
Maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita
Maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita
Tan ki shakti, man ki shakti, Bournvita
 
Maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita
Maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita
Sin (Theta) / Cos(Theta) =Tan(Theta)
 
Aasmaan mein ud raha hai kabootar
Aasmaan mein ud raha hai kabootar
Flutter Flutter, Flutter Flutter
 
jee chahata hei kee tere nazuk honthon ko choom lu
jee chahata hei kee tere nazuk honthon ko choom lu
magar teri bahti hui naak ne iraada badal diya....
 
Teri aankhen hain ya gahari jhil.....
Teri aankhen hain ya gahari jhil.....
Vishwas nahin hota to 'Chhapaaaaak'
 
Mashooka: Lagta hai meri aankh mein kuch gir gaya, dekho to.....
Mashook: Darling, ek tinka dikh to raha hai...
kyon na use wahin rahne diya jaye...
main doobonga to sahara dega......
 
Kuch Arz Kiya Hai...
Mein ne tumhe pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta
Mein ne tumhe pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta, (kya baat hai..)
Sin theta by Cos theta equal to Tan theta... (Wah Wah..)
 
Mein ne tumhe pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta
Mein ne tumhe pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta,
Sin theta by Cos theta equal to tan theta,
Tan ki shakti Man ki shakti Bournvitaa (Waaah, Waaaah..)
 
Tu ne mere man se khela, Tu ne mere tan se khela,
Tu ne mere man se khela, Tu ne mere tan se khela,
Tu ne mere dil se khela, Tu ne mere Dhan se khela,
Tu ne mere dil se khela, Tu ne mere Dhan se khela,
Tu ne mere man, tan, dil aur dhan se khela,
Well Played, Well Played (Wah, Wah..)

New ADS Shayari... 1

Kyu rakhu me ab apni kalam me shahi
jab koi arman dil me machalta hi nahi,
Na jane kyu sabhi shak karte he mujh par
jab koi sukha phool meri kitab me milta hi nahi,
Kashish to bahut hai mere pyar me
magar kya karu ek patthar dil pigalta hi nahi,
Agar khuda mile to usse apna pyar mangugi
magar suna hai woh marne se pehle milta hi nahi.     . .

Parosi jab baat kare to haath me knife ho,
Dinner kay time candle light ho,
Hum me tum me kabhi na koi fight ho,
Milane ke baad dil delight ho,
Yeh kavita parhne ke baad log kahe
"chikne, tum right ho", Aisi apni Wife ho.     . .

Aamaan me kali ghata chhai hai,
Aaj phir gharwali se maar khai hai,
kehti hai sudhar jao,
Par!! Meri galti nahin,
kaamwali aaj phir bina bra k aai hai.     . .

Main Brahmachari, Tu Brahmachari,
Jidhar dekhi nari, Udhar line mari,
Pati to pat gayi, Nahin to phir se Brahmachari     . .

Dum ghut raha hai meraa, Saans nahi milti,
Kehnaa to chahtaa hoon bahut kuchh, Per aavaaz nahi milti..
Pyaasi hai rooh meri, Barsaat nahi milti,
Khudaa to hai, Per mann maangi muraad nahi milti,
Ajeeb bechaini hai, Ajeeb betaabi hai,
Hothon pe hai pyaas, Dil mein udaasi hai..
Khoyi si aankhein hain, Khoyi si sannsein bhi,
Uljhe se hai sawaal kai, Soyi si dhadkan hai..     . .

Ravan: mai bhiksha de
Lady: le lo
Ravan: rekha par karo (she crosed)
Ravan: ha! ha! ha! mein bhikshuk nahi ravan hu
Lady: ha! ha! ha! mein bhi sita nahi kaamwali hu     . .

Din ke saath raat nahi hoti,
Sitaron se dil ki baat nahi hoti,
Jinko hum chahte hai,
Khuda jaane unse mulakaat kyo nahi hoti. Deepali     . . .

Samander bhar Syllabus hai,
Nadi bhar padhte hai,
Bucket bhar Yaad rahta hai,
Mug bhar Likhte hai,
Chullu bhar Marks milte hai,
Jisme Doob kar marte hai.         . . .

Phoolon ki har kali KHUSHBU de aapko,
suraj ki har kiran ROSHNI de aapko,
Hum kuch bhi dene ke layak nahi lakin,
Denewala sub kuch de aapko.         . . .

Us din khuda ne bhi jasn manaya hoga,
Jis din fursat se apko banaya hoga,
Ankho se uske bhi nikle honge ansu,
Jab tumko yaha bhejkar khud ko akela paya hoga.     . . .

Aap ki awaaz ne mujh par ye asar kar diya,
Pyar mera tapdap ta tha isi soch mein,
Kabhi na suni thi aisi pyari awaaz,
Ek kashish si rahti hai sunne ke liye.     . . .

Tammana se nahi tanhai se darte hai,
Pyaar se nahi ruswai se darte hai,
Milne ki to bohat chahat hai,
par Milne ke baad judaai se darte hai.       . . . .

Tabiyat thik nahi thi tantrik ko dikhaya,
Tantrik bola bhoot ka saya hai,
kisi ghor paapi ko SMS karo thik ho jaoge,
Ab accha mahsus kar raha hoon.       . . . .

Dil ke arman ansuo me beh gaye,
Hum gali me the gali me reh gaye
Light chali gayi, Jo baat unse kehni thi
Woh unki mummy se keha gaye.       . . . .

Dost ko bhulana galat hai,
Unhi ka zindagi bhar saath hai,
Agar bhul gaye to khali haath hai,
Aur agar saath rahe to zamana kahega: KYA BAAT HAI!   . . .

Kis kadar khoob hai dillagi aapki,
Dil me hamesha rahegi yaadein aapki,
Jabhi furshat ke lamhe milte hai hume,
Unhe lamho mai aake rula deti hai yaadein aapki!       . . . .

Tum kya jano kya hoti hai, Tanhai
Is tute hue patte se puch kya hoti hai,
Judai ko bewafai ka ilzam na de, Zalim
Is waqt se puchh ke kis waqt teri yaad na ayi.       . . . .

Aaj kuch waqt mila to samander ki gehraiyi ko dekha,
(Samandar ne kahaa)
Pyar samander ki gehraiyi mai chipa hoa anmol moti hai.
Yeh jarori nahi ush anmol moti ko har koi pehn sake.     . . .

Ye wafa ka silaa hai to koi baat nahi,
Ye dard apno ne diya hai to koi baat nahi,
Yehi bahut hai ki woh dekh rahe hai kinare se,
Hum doob bhi rahe hai to koi baat nahi.       . . . .

Pyar na aata tha tune sikha diya,
Tadpe na the itna tune tadpa diya,
Udas rehne lage hain ab to,
Roi na the kabhi tune roola diya.       . . . .

Shayari

Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,
Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!
********************************************
Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum
waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum
Doob kar jisme marr jaoo vo River ho tum
Mere jeevan mein ab to forever ho tum…
********************************************
Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
Bandar jab koi aas-paas hota hai..
********************************************
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain
Yeh to unke bachche hee kaminey hain,
Jo Mama Mama kehke bulaate hain:)
********************************************
Ek ladki thi diwani si, sunder si lambi si,
Nazrein jhukake sharmake galion se guzra karti thi
latak matak chalti thi, aur kaha karti thi,
Bartan Lelo Bartan….
********************************************
Woh hamari gali me aaye…
Woh hamari gali me aaye…
Woh hamari gali me aaye…
Aur chillake bole…..
Paper Raddi wala !!!!!
********************************************
Apni Surat ka kabhi to didaar de
tadap raha hu kabhi to apna pyaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam 1 Missed call hee maar de
********************************************
jab tum angdayi leti ho tho mera dum nikal jata hai
jab tum angdayi leti ho tho mera dum nikal jata hai
arey thoda deodrant lagane main tera kya jata hai:)
********************************************
Teray husn ki kya taarif karoo, tera bander jaisa hai moo
Teri zulfo ki kya taarif karoo, teray ek ek baal pe hai joo
********************************************
Hathi nay kaha ja kar hathni ki kabar per
Sadqey jaoon tumhari patli kamar per …

Indian history by a Schoolboy

Indian History : Supposedly written by a schoolboy with all original spellings:

The original inhabitants of ancient India were called Adidases, who lived in two cities called Hariappa and Mujhe-na-Daro. These cities had the best drain system in the world and so there was no brain drain from them Ancient India was full of myths which have been handed down from son to father. A myth is a female moth. A collection of myths is called mythology, which means stories with female caricatures. One myth says that people in olden times worshipped monkeys because they were our incestors.

In olden times there were two big families in India. One was called the Pandava and the other was called the Karova. They fought amongst themselves in a battle called Mahabharat, after which India came to be known as MeraBharat Mahan.

In midevil times India was ruled by the Slave Dienasty. So named because they all died a nasty death. Then came the Tughlaqs who shifted their capital from Delhi because of its pollution. They were followed by the Mowglis. The greatest Mowgli was Akbar because he extinguished himself on the battlefield of Panipat which is in Hurryana. But his son Jehangir was peace loving; he married one Hindu wife and kept 300 porcupines. Then came Shahajahan who had 14 sons. Family planning had not been invented at that time. He also built the Taj Mahal hotel for his wife who now sleeps there. The king sent all his sons away to distant parts of India because they started quarrelling. Dara Seiko was sent to UP, Shaikh Bhakhtiyar was sent to J & K, while Orangezip came to Bombay to fight Shivaji. However,after that they changed its name to Mumbai because Shivaji’s sena did not like it. They also do not like New Delhi, so they are calling it Door Darshan.
After the Mowglis came Vasco the Gama. He was an exploder who was circumcising India with a 100 foot clipper. Then came the British. They brought with them many inventions such as cricket, tramtarts and steamed railways. They were followed by the French who brought in French fries, pizzazz and laundry. But Robert Clive drove them out when he deafened Duplex who was out membered since the British had the queen on their side.

Eventually, the British came to overrule India because there was too much diversity in our unity. The British overruled India for a long period.They were great expotents and impotents. They started expoting salt from India and impoting cloth. This was not liked by Mahatma Gandhi who wanted to produce his own salt. This was called the Swedish moment. During this moment, many people burnt their lion cloths in the street and refused to wear anything else. The British became very angry at this and stopped the production of Indian testiles.

In 1920, Mahatma Gandhi was married to one wife. Soon after he became the father of the nation. In 1942 he started the Quiet India moment, so named because the British were quietly lootoing our country. In 1947, India became free and its people became freely loving. This increased our population. Its government became a limited mockery, which means people are allowed to take the law in their own hands with the help of the police. Our constipation is the best in the world because it says that no man can be hanged twice for the same crime. It also says you cannot be put in prison if you have not paid your taxis. Another important thing about our constipation is that it can be changed. This is not possible with the British constipation because it is not written on paper. The Indian parlemint consists of two houses which are called lower and higher. This is because one Mr Honest Abe said that two houses divided against itself cannot withstand. So Pandit Nehru asked the British for freedom at midnight since the British were afraid of the dark. At midnight, on August 15, there was a tryst in parlemint in which many participated by wearing khaki and hosting the flag. Recently in India, there have been a large number of scams and a plaque,it can be dangerous because many people died of this plaque in Surat. Scams are all over India. One of these was in Bihar where holy cows were not given anything to eat by their elected leader. The other scam was in Bofor which is a small town in Switzerland.In this, a lot of Indian money was given to buy a gun which can shoot a coot.

Presently India has a coalishun government made up of many parties, left,right and centre. It has started to library the economy. This means that there is now no need for a licence as the economy will be driven by itself.

India is also trying to become an Asian tiger because its own tigers are being poached. Another important event this year was the Shark meeting at Malas Dive. At this place, shark leaders agreed to share their poverty, pollution and population.

Search The Web