Ghayal hai scanner mera , koi dava to dila do Kuch na sahi to bas ek mail - id dila do. |
| |
| Kasam hai dosto tumhe apne apne mail-id ki laga do in projects par baazi apne jaan ki |
| |
| Mujhe phir wahi yaad aane lage hain Mujhe phir wahi yaad aane lage hain Aap mujhe kyon infinite loop me dal rahen hain? |
| |
| Kasam hai dosto tumhe apne apne mail-id ki.. Agar mail nahi to koi junk hi sahi.. |
| |
| Is 1 mahino me yahan mujhe kuch nahin mila Mail to kya ek visiting card bhi muskil se mila. |
| |
| Seedha to khada rah Hamesha hilta rahta hai Kuch kaam bhi kar hamesha game khelta hai Seedha to khada rah hamesha hilta rahta hai Kuch program bhi likh hamesha net-surf karta rahta hai |
| |
| company kee ladkiyaan sunder hain aur lonely hain problem ye hai ki bus voh read only hain |
| |
| jo sadiyaon se hota aaya hai woh repeat kar doonga tu naa mili to tujhko dil sey Shift+delete kar doonga |
| |
| shayad mere pyar ko taste karna bhool gaye dil sey aisa cut kiya ke paste karna bhool gaye |
| |
| woh samajhte hain dil tod diya to hum dead hain woh nahin jaante ki is dil main aur kitne thread hain |
| |
| tumhare samne hain itney item kabhi hamein bhi pick karo hamare pyar ke icon pe kabhi to tum double click karo |
| |
| roz subha hum karte hai itne pyar se unhe good morning woh humhe ghoor kar dekhte hain jaise 0 error but 5 warning |
Computer Series ... New
Computer Series ... New
2010-12-30T00:10:00+05:30
Unknown
Ads Shayari|Computer Series|Funny|
Subscribe to:
Post Comments (Atom)